Selasa, 25 November 2008

Aasihq


o mere dholna


O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Teri Ho Gayee Ishq Wich Kho Gayee
O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Tera Ho Gaya Ishq Wich Kho Gaya
Kasam Loon Main Rab Ki Kasam Le Tu Rab Ki
Kabhi Ek Duje Ka Na Daaman Chhodna
O Mere Dholna

Mera Dilbar Sona Hai
Sone Ko Na Khona Hai
In Baahon Main Jeena Hai
Mil Ke Judaa Na Hona Hai
Zara Si Khushiyaan Hai
Zara Sa Ghum Bhi Hai
Samajh Ke Jaaneman Ye Naata Joodna
O Mere Dholna

Main Raja Tu Rani Ho
Aisi Prem Kahani Ho
Hoton Pe Muskane Ho
Aankhon Mein Na Pani Ho
Tu Dil Mein Rehti Hai
Ye Dhadkan Kehti Hai
Kaha Jo Bhi Tune Woh Phirse Bol Na
O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Teri Ho Gayee Ishq Wich Kho Gayee
O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Tera Ho Gaya Ishq Wich Kho Gaya
Kasam Loon Main Rab Ki Kasam Le Tu Rab Ki
Kabhi Ek Duje Ka Na Daaman Chhodna
O Mere Dholna
O Mere Saajna


Aasihq


o shama mujhe phoonk de


Mukesh:- O shamma mujhe phoonk de
mein na mein rahun, tu na tu rahen
yahi ishq ka hai dastoor
yahi ishq ka hai dastoor
Lata:- parwane jaa, hai ajab chalan
yahan jeete ji apanaa milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor

Lata:- shaam se lekar roz sahar tak tere liye mein har raat jali
meine to haaye ye bhi na jaana kab din Dooba,kab raat dhali
phir bhi hai milne se majboor
phir bhi hai milne se majboor

Mukesh:- O shamma mujhe phoonk deĆ¢€¦

Mukesh:- paththar dil hai ye jagwaale,jaane na koi mere dil ki jalan
paththar dil hai ye jagwaale,jaane na koi mere dil ki jalan
jab se janami pyaar ki duniyaa,tujhko hai meri, mujhe teri lagan
tujh bin ye duniyaa hai be-noor
tujh bin ye duniyaa hai be-noor

Lata:- parwane jaa, hai ajab chalan
yahan jeete ji apanaa milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor

Mukesh:-haay ri qismat, andhi qismat dekh saki na meri teri khushi
Lata:- haay ri ulfat,be-bas ulfat ro ke thaki,jal jal ke mari
Both:-dil jo mile kis ka tha kasur
dil jo mile kis ka tha kasur

Mukesh:- O shamma mujhe phoonk de
mein na mein rahun, tu na tu rahen
yahi ishq ka hai dastoor
yahi ishq ka hai dastoor
Lata:- parwane jaa, hai ajab chalan
yahan jeete ji apanaa milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor


Aasihq


teri aankhon me mujhe


Aashiq Koyi Tum Sa Nahi
Tum Ishq Ki Pehchaan Ho
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai

Aankh Ladi Baat Badi Chain Luta Re
Neend Gayee Hosh Uda Dard Utha Re
Ab Na Khabar Mujhko Mere Shaam-O-Saher Ki
Bhool Gayee Main Tho Gali Apne Hi Ghar Ki
Dil Se Dil Jo Mile Ishq Ke Gul Khile
Ab To Pathjhad Mein Bhi Gulzar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai

Ab To Tamanna Hai Yunhi Khoyi Raahon Mein
Teri Hi Baahon Mein Sada Soyi Rahoon Mein
Main Bhi Teri Uljhi Huvee Zulfein Sajaun
Nili Si Aankhoon Mein Teri Doobta Jaaon
Kyon Rahen Dooriyaan Ab Koyee Darmiyaan
Bekaraari Mein Bhi Karar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai


Aasihq


tum kiya jaano dil

Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar

Pehle Kabhi Tu Dil Mera Itna Nahin Tha Deewana
Kya Cheez Hai Deewangi Paake Tujhe Mein Na Jaana
Tujhko Dekha Tujhko Chaaha Tera Ho Gaya
Jaanejaana Main Tere Khwaabon Mein Kho Gaya
Aa Choom Loon Tujhe Baar Baar
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar

Uff Kya Sama Jawan Hai Aagosh Mein Chandni Hai
Bikhri Hai Jo Yahan Wahan Woh Pyaar Ki Roshni Hai
Hai Tere Hi Dam Se Meri Chhahat Ka Jahan
Tera Jaisa Aashiq Sabko Milta Hain Kahan
Tujhpe Sanam Meri Jaan Nisar
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar



Aasihq

yeh toh kaho kaun ho tum


ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum (2)
mujhse puchhe binaa dil mein aa ne lage(2)
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum
miThi nazaron se beejali giraane lage (2)

raat bhi neerali, ye rut bhi neerali
rang barsaaye, umang matwaali
pyaar bhari aankhon ne jaal ye beechhaaye
kaise kare koi dil ki rakhwaali (2)
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum
miThi nazaron se beejali giraane lage (2)

mastiyon ke mele,ye khoi khoi raatein
aa ke kare aankhon se rang bhari baatein
mujhse kyaa chhupegi,ye looT ne ki ghaaten
ye loot ne ki ghaaten
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum (2)
mujhse puchhe binaa dil mein aa ne lage(2)

tum hi to nahin ho, to sapano mein aa ke
chhup gaye apni jhalak dikhla ke
tum hi to nahin ho, mein DhunDhaa kiyaa jhin ko
phir bhi tum na aaye mein thak gayaa bulaa ke(2)
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum
Chorus:- mujhse puchhe binaa dil mein aa ne lage
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum
miThi nazaron se beejali giraane lage (2)
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum


Minggu, 23 November 2008

aap ka surroor


thahaaiyaan


tanhaiiiiiiiiiyyyaaaaan, tanhaiyaan.........
saara aalam, saare mausam, saari khushiyaan, saari duniya
tere bagair tere bagair tanhaiyyan, tanhaiyyan......
saare sapne, saare manzar, sari khushiyaan, saari duniya, tere bagair
tanhaiyyan, tanhaiyyan....

tanhaiyaan, tanhaiyaan........
fursat ke lamho mein (tera hi naam likha hai - 2)
mere din, raaton mein (tera hi dard chhupa hai - 2)
bechaini aisi badhi, teri aarzoo mujhe har ghadi
saare nagme, saari mehfil, saari khushiyaan, saari duniya, tere bagair
tanhaiyyan, tanhaiyyan........

tanhaiyyan, tanhaiyyan, aaaaa aaa aaaa aaa

bin tere jeena toh (bematlab lagta hai - 2)
kya aasman, kya ye zameen (soona sab lagta hai - 2)
har pal teri aahat hai, sirf teri chaahat hai
saare jazbe, saare armaan, saari khushiyaan, saari duniya, tere bagair
tanhaiyyan, tanhaiyyan..........
o ooo o ooo o oooo
tanhaiiiiyyyyyaaaaann


aap ka surroor


assalaam vaalekum,vaalekum assalaam


assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4
har insaan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyaar kiya hai
maine, aap sabne, toh usi pyaar ke naam zindagi kurbaan
[mohatarama
(jab aaye saamne najro ke tum (mohatarama)
honsho hawaas mere ho jaaye gum) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4] - 2

assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
teri kashish tadpaati hai, dard-e-dil ye badhaati hai
betaabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsaati hai
awaara armaano ki manzil tum, deewaane lamho ki ho mehfil tum - 2
(mere jasbaat mein tum ho rawa (mohatarama)
tum pe kurbaan hai dil ka jahaan (mohatarama)) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2

yaadon ki tanhaayi mein, jajbo ki gehraayi mein
ehsaason ki sargarmi hai, tere khaabon ki parchaayi mein
dard-e-mohabbbat ka hai yeh jaadoo, betaabiyaan hai meri bekaabu - 2
(tumse deewaangi ka hai nasha (mohatarama)
pehele deedar se mein hoon fida (mohatarama)) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2
mohatarama....