Selasa, 25 November 2008

Aasihq


o mere dholna


O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Teri Ho Gayee Ishq Wich Kho Gayee
O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Tera Ho Gaya Ishq Wich Kho Gaya
Kasam Loon Main Rab Ki Kasam Le Tu Rab Ki
Kabhi Ek Duje Ka Na Daaman Chhodna
O Mere Dholna

Mera Dilbar Sona Hai
Sone Ko Na Khona Hai
In Baahon Main Jeena Hai
Mil Ke Judaa Na Hona Hai
Zara Si Khushiyaan Hai
Zara Sa Ghum Bhi Hai
Samajh Ke Jaaneman Ye Naata Joodna
O Mere Dholna

Main Raja Tu Rani Ho
Aisi Prem Kahani Ho
Hoton Pe Muskane Ho
Aankhon Mein Na Pani Ho
Tu Dil Mein Rehti Hai
Ye Dhadkan Kehti Hai
Kaha Jo Bhi Tune Woh Phirse Bol Na
O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Teri Ho Gayee Ishq Wich Kho Gayee
O Mere Dholna O Mere Saajna
Main Tera Ho Gaya Ishq Wich Kho Gaya
Kasam Loon Main Rab Ki Kasam Le Tu Rab Ki
Kabhi Ek Duje Ka Na Daaman Chhodna
O Mere Dholna
O Mere Saajna


Aasihq


o shama mujhe phoonk de


Mukesh:- O shamma mujhe phoonk de
mein na mein rahun, tu na tu rahen
yahi ishq ka hai dastoor
yahi ishq ka hai dastoor
Lata:- parwane jaa, hai ajab chalan
yahan jeete ji apanaa milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor

Lata:- shaam se lekar roz sahar tak tere liye mein har raat jali
meine to haaye ye bhi na jaana kab din Dooba,kab raat dhali
phir bhi hai milne se majboor
phir bhi hai milne se majboor

Mukesh:- O shamma mujhe phoonk deĆ¢€¦

Mukesh:- paththar dil hai ye jagwaale,jaane na koi mere dil ki jalan
paththar dil hai ye jagwaale,jaane na koi mere dil ki jalan
jab se janami pyaar ki duniyaa,tujhko hai meri, mujhe teri lagan
tujh bin ye duniyaa hai be-noor
tujh bin ye duniyaa hai be-noor

Lata:- parwane jaa, hai ajab chalan
yahan jeete ji apanaa milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor

Mukesh:-haay ri qismat, andhi qismat dekh saki na meri teri khushi
Lata:- haay ri ulfat,be-bas ulfat ro ke thaki,jal jal ke mari
Both:-dil jo mile kis ka tha kasur
dil jo mile kis ka tha kasur

Mukesh:- O shamma mujhe phoonk de
mein na mein rahun, tu na tu rahen
yahi ishq ka hai dastoor
yahi ishq ka hai dastoor
Lata:- parwane jaa, hai ajab chalan
yahan jeete ji apanaa milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor


Aasihq


teri aankhon me mujhe


Aashiq Koyi Tum Sa Nahi
Tum Ishq Ki Pehchaan Ho
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai

Aankh Ladi Baat Badi Chain Luta Re
Neend Gayee Hosh Uda Dard Utha Re
Ab Na Khabar Mujhko Mere Shaam-O-Saher Ki
Bhool Gayee Main Tho Gali Apne Hi Ghar Ki
Dil Se Dil Jo Mile Ishq Ke Gul Khile
Ab To Pathjhad Mein Bhi Gulzar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai

Ab To Tamanna Hai Yunhi Khoyi Raahon Mein
Teri Hi Baahon Mein Sada Soyi Rahoon Mein
Main Bhi Teri Uljhi Huvee Zulfein Sajaun
Nili Si Aankhoon Mein Teri Doobta Jaaon
Kyon Rahen Dooriyaan Ab Koyee Darmiyaan
Bekaraari Mein Bhi Karar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai


Aasihq


tum kiya jaano dil

Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar

Pehle Kabhi Tu Dil Mera Itna Nahin Tha Deewana
Kya Cheez Hai Deewangi Paake Tujhe Mein Na Jaana
Tujhko Dekha Tujhko Chaaha Tera Ho Gaya
Jaanejaana Main Tere Khwaabon Mein Kho Gaya
Aa Choom Loon Tujhe Baar Baar
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar

Uff Kya Sama Jawan Hai Aagosh Mein Chandni Hai
Bikhri Hai Jo Yahan Wahan Woh Pyaar Ki Roshni Hai
Hai Tere Hi Dam Se Meri Chhahat Ka Jahan
Tera Jaisa Aashiq Sabko Milta Hain Kahan
Tujhpe Sanam Meri Jaan Nisar
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar



Aasihq

yeh toh kaho kaun ho tum


ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum (2)
mujhse puchhe binaa dil mein aa ne lage(2)
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum
miThi nazaron se beejali giraane lage (2)

raat bhi neerali, ye rut bhi neerali
rang barsaaye, umang matwaali
pyaar bhari aankhon ne jaal ye beechhaaye
kaise kare koi dil ki rakhwaali (2)
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum
miThi nazaron se beejali giraane lage (2)

mastiyon ke mele,ye khoi khoi raatein
aa ke kare aankhon se rang bhari baatein
mujhse kyaa chhupegi,ye looT ne ki ghaaten
ye loot ne ki ghaaten
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum (2)
mujhse puchhe binaa dil mein aa ne lage(2)

tum hi to nahin ho, to sapano mein aa ke
chhup gaye apni jhalak dikhla ke
tum hi to nahin ho, mein DhunDhaa kiyaa jhin ko
phir bhi tum na aaye mein thak gayaa bulaa ke(2)
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum
Chorus:- mujhse puchhe binaa dil mein aa ne lage
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum
miThi nazaron se beejali giraane lage (2)
ye to kaho, koun ho tum, koun ho tum


Minggu, 23 November 2008

aap ka surroor


thahaaiyaan


tanhaiiiiiiiiiyyyaaaaan, tanhaiyaan.........
saara aalam, saare mausam, saari khushiyaan, saari duniya
tere bagair tere bagair tanhaiyyan, tanhaiyyan......
saare sapne, saare manzar, sari khushiyaan, saari duniya, tere bagair
tanhaiyyan, tanhaiyyan....

tanhaiyaan, tanhaiyaan........
fursat ke lamho mein (tera hi naam likha hai - 2)
mere din, raaton mein (tera hi dard chhupa hai - 2)
bechaini aisi badhi, teri aarzoo mujhe har ghadi
saare nagme, saari mehfil, saari khushiyaan, saari duniya, tere bagair
tanhaiyyan, tanhaiyyan........

tanhaiyyan, tanhaiyyan, aaaaa aaa aaaa aaa

bin tere jeena toh (bematlab lagta hai - 2)
kya aasman, kya ye zameen (soona sab lagta hai - 2)
har pal teri aahat hai, sirf teri chaahat hai
saare jazbe, saare armaan, saari khushiyaan, saari duniya, tere bagair
tanhaiyyan, tanhaiyyan..........
o ooo o ooo o oooo
tanhaiiiiyyyyyaaaaann


aap ka surroor


assalaam vaalekum,vaalekum assalaam


assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4
har insaan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyaar kiya hai
maine, aap sabne, toh usi pyaar ke naam zindagi kurbaan
[mohatarama
(jab aaye saamne najro ke tum (mohatarama)
honsho hawaas mere ho jaaye gum) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4] - 2

assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
teri kashish tadpaati hai, dard-e-dil ye badhaati hai
betaabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsaati hai
awaara armaano ki manzil tum, deewaane lamho ki ho mehfil tum - 2
(mere jasbaat mein tum ho rawa (mohatarama)
tum pe kurbaan hai dil ka jahaan (mohatarama)) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2

yaadon ki tanhaayi mein, jajbo ki gehraayi mein
ehsaason ki sargarmi hai, tere khaabon ki parchaayi mein
dard-e-mohabbbat ka hai yeh jaadoo, betaabiyaan hai meri bekaabu - 2
(tumse deewaangi ka hai nasha (mohatarama)
pehele deedar se mein hoon fida (mohatarama)) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 2
mohatarama....


aap ka surroor

tere bina....na meri saansein chale


oooooooooooo huzoor, tera tera tera suroor

na meri saansein chale, na mere palchhin kate
beete na tere bina, tere bina, tere bina aa aa aa.....
(tera bina - 6) - 2
tere yaad mein kitane mere aansu gire, na maine gina
tere bina - 6

tune diya dard-e-jigar, dil pe huwa aisa asar
aakhein band jab karuun, tera hi ek chehara
lamha lamha yaara aaye nazar
teri kashish tadpaati hai, paagal mujhe kar jaati hai
doorie teri anjaane mein, mere kareeb tujhe laati hai
dil ki lagi jo main?? aashiqui, sehna yahaan mushkil hai bada
(tera bina - 6) - 2
bhagbvaan ka screenplay bhi ajeeb hai
kabhi kisi ko mukkmal jahaan nahin milata
jaanu yeh main jaane khuda, tujhpe sada hak hai mera
daava hai yeh mera, aashiqui yeh meri
dhadkano mein teri reh jaayegi
kahati meri deewaanagi, rooh mein tu hi tu basi
viraaniyo ka hai sama, tere siva yeh zindagi
kya yeh zameen, kya asamaan, sone mere hai dono jahaan
tera bina - 6
na meri saansein chale, na mere palchhin kate
beete na tere bina, tere bina, tere bina aa aa aa.....
tere bina - 6


aap ka surroor

yeh tera mera milna,yuun dilo ka khiln



aaaaahhhhh
yeh tera mera milna, yuun dilo ka khilna
yeh hai khuda ki marzi, yuhi nahi hain yaar
yeh tera paas aana, yuun nazarein milana
yeh hai khuda ki marzi, yuhi nahi hai yaar
(tere bin tere bin dil naiyo lagta
o tere bin tere bin dil naiyo lagta) - 2

aaaaahhhhh

yeh tera mera milna, yuh dilo ka khilna
yeh hai khuda ki marzi, yuhi nahi hai yaar
yeh tera paas aana, yuun nazarien milana
yeh hai khuda ki marzi, yuhi nahi hai yaar
(tere bin tere bin tere dil naiyo lagta
o tere bin tere bin tere dil naiyo lagta) - 2
aaaaahhhhhh

dhadkan ki madhoshiyaa
badhati hai nazdikiyaan ek bahaane se
ek tu hai bekhabar, baaki sab ko khabar hai jahano mein
sari umeede meri
hongi mukamal tere, ek nibhane se
jodi sab ki milasye, rab jodiyan banaye aasamanon mein,
aasamanon mein.....
yeh tere mera milna, yuun dilo ka khilna
yeh hai khuda ki marzi, yuhi nahin hai yaar
(tere bin tere bin tere dil naiyo lagta
o tere bin tere bin tere dil naiyo lagta) - 3

bechaniyo ke yeh pal, kyon janeja aajkal, yuun satate hai
tere ishq mein mujhse beqariyan mili hai nazrano mein
yaddon ke lamhat bhi, tujhko hi har kahin, kyuun bultate hai
dil ki anjuman tum, tumhi hi rehti ho mere afsano mein
afsano mein
yeh tera mera milna, yuun dilo ka khilna
yeh hai khuda ki marzi, yuhi nahi hain yaar
(tere bin tere bin dil naiyo lagta
o tere bin tere bin dil naiyo lagta) - 4





aaja nachle

is pal main hoon ya tum


is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain
kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain
is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain

tumhein dekhke yaad aayi, wohi bisari kahaani
deewane ka kissa, ya phir ek deewaani
dono sang sang rehte har dum, aisa yeh mene suna hai
is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain
kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain

ishq hua
tum bata do yaad koi, kya puraani leke aau
ya nishaani deti jau, ya kahaani leke jau
ya ki maan chhod doon jaaye, yeh jaata, jaata jahaan hai
is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain
kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain
is pal main hoon


aaja nachle

isha huwa


(hulcul huyi zara shor huwa, dil chor huwa teri or huwa - 2
aisi chale jab hawa, ishq huwa hi huwa - 2) - 2
ishq huwa haaye - 2

palko se hoton tak jo raah nikalati hai
gujare na wahaan se yeh teri galati hai
palko se hoton tak jo raah nikalati hai
rehte hain abb hum wahaan, ishq huwa hi huwa
ho o o aisi chale jab hawa, ishq huwa hi huwa
hulcul huyi zara shor huwa
dil chor huwa teri or huwa

ishq huwa
kadmo ko sambhaalein, nazaron ka kya karein
nazron ko sambhaalein, to dil ka kya karein
kadmo ko sambhaalein, nazaron ka kya karein
dil ko sambhalein zubaan, ishq huwa hi huwa
aisi chale jab hawa, ishq huwa hi huwa
hulcul huyi zara shor huwa, dil chor huwa teri or huwa - 2
ishq huwa - 2


aaja nachle

koi pattar se naa maare


laila ki saans ki dor bandha woh deewana woh majanu hai
woh hosh nahi behosh baawara nahi jaanta woh kyon hai
behosh use rehne do, ki hosh mein woh aayega
to neend mein usaki laila ka, (woh khwaab tut jayega - 3)
(koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2
so hi lene do, uska dard yehi hai, dawa yehi hai
so hi lene do, uska din yehi hai, jahaan yehi hai
so hi lene do, ki woh jag pada to dar jaayega
phir bilak jaayega ki phelu mein laila nahi hai
maut bhi ghabraayegi - 2 paas mein aane ko
(koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2

rakhna sambhaal ke yeh patthar, kal ko woh din bhi aayega
jab patthar honge yeh makaan, inki bhi hogi ek zubaan
ki dastan-e-laila majanu, shaqs shaqs dohraayega
patthar ka dher yeh aaj yeh kal ka tajmahal kehlaayega
nahi mil payega - 2 phir waqt tumhein pachhtaane ko
(koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2


aaja nachle

o re piya


o re piya haaye - 3
udne laga kyon man baawla re, aaya kahaan se yeh hosla re
o re piya haaye - 2

taanaabaana taanaabaana bunti hawaa haaye bunti hawaa
boondein bhi to aaye nahi baaz yahaan haaye
sagish mein shaamil saara jahaan hai
har zarrein zarrein ki yeh iltiza hai
o re piya, (o re piya haaye - 2), o re piya

nazrein bolein duniya tolein, dil ki zaban haaye dil ki zubaan
ishq maange, ishq chaahe koi toofaan haaye
chalna aahiste ishq naya hai, pehla yeh vaada humne kiya hai
o re piya haaye - 2, o re piya
piyaaaaa.... yeh piyaaaaa...............

nange pairo pe angaaro chalti rahi haaye chalti rahi
lagta hai ke gairo mein palti rahi haaye
le chal wahaan jo mulk tera hai, jaahil zamana dushman mera hai haaye
o re piya haaye...........


aaja nachle

show me your jalwa


o bulbul, bulbul, bulbul, bulbul.....
kahi sharm varm mein chupi hun, aisi khubiyaan
kahi narm garm mein thami hun, aisi khubiyaan
kahi chal dhal mein dhabhi hun, kahi josh mosh mein dhiki hun
kahi chal dhal mein dhabhi hun, kahi josh mosh me dhiki aisi khubiyaan
zaamane ko bida kar de, mujhe sab se juda kar de
ohhh aa dhikha de hame teri khubiyaan
o teri khubiyaan, o teri khubiyaan, teri khubiyaan
oh loot lenge hume teri khubiyaan
o teri khubiyaan, o teri khubiyaan, teri khubiyaan
show me your jalwa, show me, show me your jalwa.........

bulbul, bulbul, bulbul, bulbul.....
tere chamach, tere chakoo, tere belan, tere ghungroo
teri mamta, tere zevar, tere khusboo, tere tevar
bulbul, bulbul, bulbul, bulbul.....
tere chamach, tere chakoo, tere belan, tere ghungroo
teri mamta, tere zevar, tere khusboo, tere tevar
teri chhauke, teri baale, teri nakhre, teri chale
teri nazron ki woh kaali, tere kano ki woh laali
teri yedi ki woh khan khan, teri choti se ho ann ban
tere palke teri bindi, teri urdu teri hindi
teri sud? jo ho nirali, harkate woh kaali kaali
teri tithli se woh baali, (teri bijali se woh taali - 3)
zaamane ko bida kar de, mujhe sab se juda kar de
ohhh aa dhikha de hame teri khubiyaan
o teri khubiyaan, o teri khubiyaan, teri khubiyaan
oh loot lenge hume teri khubiyaan
o teri khubiyaan, o teri khubiyaan, teri khubiyaan
show me your jalwa, show me, show me your jalwa...........
o teri khubiyaan, o teri khubiyaan, teri khubiyaan
teri chale, tere dhaale, tere barche, tere baale
tere gusse, tere jalve, teri kise, tere talve
bulbul, bulbul, bulbul, bulbul.....
teri chale, tere dhaale, tere barche, tere baale
tere gusse, tere jalve, teri kise, tere talve
tere josho ko junoon, tere hole hole khoon
tere ukhde se andaaz, tere sene ke woh raaz
teri moocho ki woh shane, tere kisse jane maane
teri woh dhobi pachhaad, tere noto ki pahaad
tere kisse, tere nagme, tere hisse, tere sapne
tere agle, tere pechle, (so gaye aarman jo nikle - 3)
zaamane ko bida kar de, mujhe sab se juda kar de
ohhh aa dhikha de hame teri khubiyaan
o teri khubiyaan, o teri khubiyaan, teri khubiyaan
oh loot lenge hume teri khubiyaan
o teri khubiyaanm o teri khubiyaan, teri khubiyaan
show me your jalwa, show me, show me your jalwa..........
ho dikha de teri khubiyaan


aaj nachle

aaja nachle

mera jhumka utha ke laaya re yaar ve, jo gira tha bareli ke bazaar me
main to thumka lagaake sharma gayi
boli ghoongar bandha denge mein aa gayi
mujhko nachaake nachle, aaja nachle nachle mere yaar tu nachle
jhanak jhanak jhankaar
o nachle nachle mere yaar tu nachle, abb to luta hai baazar
sabko bhulaake nachle, aaja nachle nachle mere yaar tu nachle
jhanak jhanak jhankaar
o nachle nachle mere yaar tu nachle, abb to luta hai baazar

(nachle nachle jara nachle nachle, chhat pe bulaake nachle
nachle nachle jara nachle nachle, jhat se uthaake nachle) - 2
maine galati kari thi, meri nathani padi thi - 2
ke sone mein usako ranga gayi, mein rangaake atariya pe aa gai
mohalhe mein kaisi maara maar hai, bole mochi bhi khud ko sonar hai
sab ko nacha ke nachle, aaja nachle nachle mere yaar tu nachle
jhanak jhanak jhankaar
ho o o nachle nachle mere yaar tu nachle, abb to luta hai baazar
sab ko bhula ke nachle
aaja nachle nachle mere yaar tu nachle, jhanak jhanak jhankaar
o nachle nachle mere yaar tu nachle, abb to luta hai bazaar

main to kamsin kali thi, zara tanke chali thi - 2
aage jaake gali pe balakha gayi, koyi jaane jawaani kab aa gai
mere sadke zamane ki kamaayi re, mujhe deta udhaari halwaayi re
sab ko nacha ke nachle, aaja nachle nachle mere yaar tu nachle
jhanak jhanak jhankaar
o nachle nachle mere yaar tu nachle, abb to luta hai bazaar
sab ko bhula ke nachle, aaja nachle nachle mere yaar tu nachle
jhanak jhanak jhankaar
o nachle nachle mere yaar tu nachle, abb to luta hai bazaar
(nachle nachle jara nachle nachle, chhat pe bulaake nachle
nachle nachle jara nachle nachle, jhat se uthaake nachle) - 2


aap aaye bahaar aayi

mujhse teri mohabbat ka


--MALE--
Dilshaad tha ke phool khilenge bahaar mein
Maara gaya gareeb isi aitbaar mein

--FEMALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota - 2
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

--FEMALE--
Na tha manzoor kismat ko, na thi marzi bahaaron ki
Nahin to is gulistaan mein
Nahin to is gulistaan mein kami thi kya nazaaron ki
Meri nazaron ko bhi koi nazaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta
Mere badle tu has legi
Mere badle tu has legi, tere badle main ro leta
Mujhe ae kaash tera dard saara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--FEMALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Mili hai chaandni din ko, yeh unki apni kismat hai
Mujhe apne muqaddar se
Mujhe apne muqaddar se faqat itni shikaayat hai
Mujhe toota hua koi sitaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota


Sabtu, 22 November 2008

Aap Aaye bahaar aayi

koyal kyon gaaye


ra : koyal kyon gaaye - 8
la : baag se jab patajhad jaaye re bahaar chali aaye
man mast pavan dhadakaaye ki ambua pe koyal gaaye

la : baadal kyon chhaaye - 4
ra : biraha ke jab geet koi gaaye re to aag lag jaaye
rimajhim paani barasaaye ki aakaash pe baadal chhaaye

( hirani si aankh teri ) - 3 morani si chaal
a tujhase puuchhuun main ik chhota sa savaal
baaje kyuun ghungharu - 2
la : paanv mein jab kaanta lag jaaye maare dard ke haay
jab raat mein neend na aaye to chham-chham baaje ghungharu

( neele gagan pe aai ) - 2 chaand ki baaraat
a tujhase puuchhuun main ik chhota si ye baat
manava kyuun dole - 2
ra : nadiya mein jab naav khaaye hichakole choree-chori haule-haule
jab saajan ghuunghat khole to gori ka manava dole

la : ( itta gumaan dekho-dekho ) -3 hota hai karaab
abake sambhal ke dena o raaja mujhe dena javaab
jhumaka kyon jhuumein -2
ra : itti si baat na jaane sab tere hain deevaane
jhumaka jhuumane ke bahaane tera phuul sa mujhada chuume
aap aaye bahaar ...
Boys : koyal kyon gaaye
Girls : baadal kyon chhaaye
Boys : koyal kyon
ra : gaaye
Girls : baadal kyon
la : chhaaye


dushman na kare

dushman na kare


dushman naa kare dost ne wo kaam kiyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai

toofaan mein hum ko chhod ke saahil pe aa gaye
naakhudaa kaa hum ne inhe naam diyaa hai

pahale to hosh chhin liye julma-o-sitam se
diwaanagee kaa fir humei iljaam diyaa hai

apane hee giraate hain nasheman pe bijaliyaan
gairo ne aa ke fir bhee use thaam diyaa hai


aaina

yeh raat khushnaseeb hai

--FEMALE--
Yeh raat khushnaseeb hai, jo apne chaand ko
Kaleje se lagaaye so rahi hai
Yahan to gam ki sej par, hamaari aarzoo
Akeli munh chhupaaye ro rahi hai
Yeh raat khushnaseeb hai, jo apne chaand ko
Kaleje se lagaaye so rahi hai

Saathi maine paake tujhe khoya, kaisa hai yeh apna naseeb, oh
Tujhse bichhad gayi main to, yaadein teri hain mere kareeb, oh
Tu meri vafaaon mein, tu meri sadaaon mein
Tu meri duaaon mein
Yeh raat khushnaseeb hai, jo apne chaand ko
Kaleje se lagaaye so rahi hai

Kat ti nahin hain meri raatein, kat te nahin hain mere din, oh
Mere saare sapne adhoore, zindagi adhuri tere bin, oh
Khwaabon mein, nigaahon mein, pyaar ki panaahon mein
Aa chhupa le baahon mein
Yeh raat khushnaseeb hai, jo apne chaand ko
Kaleje se lagaaye so rahi hai
Yahan to gam ki sej par, hamaari aarzoo
Akeli munh chhupaaye ro rahi hai


aaina

meri banno ki aaayegi barat


Meri Banno Ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,
Meri Laa-do ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,

Aaaj nachungi main, sari raat,
Ke dhol Bajao ji,

Meri Banno Ki Aaayegi Baraat,
Ke dhol Bajao ji,
Meri Laa-do ki aayegi baraat,
Ke dhol bajao ji,

Sajna ke ghar tu jayegi, yaad hume teri aayegi,
Sajna ke ghar tu jayegi, yaad hume teri aayegi,
Jah ke piya ke des mein na humko bulana,
Aankh babul teri kyon bar aayei, betia to hoti hai parayi,
Aankh babul teri kyon bar aayei, betia to hoti hai parayi,

Ab rahegi yeh sayian ji ke saath ke dhol bajao ji,
Meri banno ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,
Meri laa-do ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,

Gajra kila hai balo mein, surki lagi hai galon pe,
Gajra kila hai balo mein, surki lagi hai galon pe,
Bindiya chamakti maate pe, naino mein kajra,
Saja hai tan pe ghena, lagi kya khoob tu behna,
Kili hoton pe laali,
Saji kano mein bali,
Lagi mendhi dulhania ke haat, ke dhol bajao ji,
Meri banno ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,
Meri laa-do ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,

Lelo balayeh teri sabi, dhedo tujhe main apni khushi,
Lelo balayeh teri sabi, dhedo tujhe main apni khushi,
Maang dua main rab se yehi, tu khush rahe,
Koi chaahat rahe na adoori, teri saari tamana ho puri,
Maine kehdi mere dil ki baat...

Meri Banno Ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,
Meri Laa-do ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,

Aaaj nachungi main, sari raat,
Ke dhol Bajao ji,

Meri Banno Ki Aaayegi Baraat,
Ke dhol Bajao ji,
Meri Laa-do ki aayegi baraat,
Ke dhol bajao ji,


aa lage lag ja

koyi dil mein sahaya

Na Koi Mein Samaya
Na Koi Pehlu Mein Aaya
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho (X2)

Kyon Tumne Daaman Chuaraya
Tum Jaano Main Kya Bataoon
Mujhme Kuch Aeb Hoga
Kyon Tumpe Dohmat Lagaoon
Main To Yehi Kahoonga
Poochhogi Jab Bhi

Hmmm Hmmm Hmmm
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho

Tum Jo Mujhe De Gayi Ho
Ek Khubsurat Nishani
Lipta Ke Seene Se Ussko
Kat Jayegi Zindagani
Main To Yehi Kahoonga
Poochhogi Jab Bhi

Hmmm Hmmm Hmmm
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho

Na Koi Mein Samaya
Na Koi Pehlu Mein Aaya
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi

O Jaane Jaa Jaaneman

aag lage lag ja

mera tujhse hai pehle


Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi

Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi

Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

Dhuaan Dhuaan Tha Vo Samaan
Yahan Vahan Jaane Kahan
Tu Aur Main Kahin Milay Thay Pehle

Dekha Tujhe To Dil Ne Kaha

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na

Maane Tu Ya Maane Na

Tu Bhi Rahi Mere Liye
Main Bhi Raha Tere Liye
Pehle Bhi Main Tujhko Baahon Mein Leke

Jhooma Kiya Aur Jhooma Kiya

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na

Maane Tu Ya Maane Na

Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Ab Khel Mein Yoohin Rahenge Hum Dono

Vaada Raha Ye Is Shaam Ka

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na

Maane Tu Ya Maane Na

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi

Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

Jumat, 21 November 2008

aa gale lag ja

Wada karo





--MALE--
O thehro meri jaan
(Waada karo nahin chhodogi tum mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon) - 2

--FEMALE--
(Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon) - 2

--MALE--
Suno meri jaan, hanske mujhe yeh keh do
Bheege labon ki narmi mere liye hai
Ho, jawaan nazar ki masti mere liye hai
Haseen ada ki shokhi mere liye hai
Mere liye leke aayi ho yeh saugaat
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon

--FEMALE--
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon
Mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyoon
Ek main jawaan nahin hoon, aur bhi to hai
Oh, mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyoon
Main hi yahan nahin hoon, aur bhi to hai
Jaao jaake le lo jo bhi de de tumhe haath
Jahan sab hai, vahan main bhi hoon

--MALE--
Waada karo nahin chhodogi tum mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon

--FEMALE--
(La la la la la)

--MALE--
Jawaan kayi hai, lekin jahan mein koi
Tum si haseen nahin hai, hum kya kare

--FEMALE--
Oh, tumhe miloon main iska tumhe yakeen hai
Humko yakeen nahin hai, hum kya kare
Aise nahin bhoolo zara dekho aukaat

--MALE--
Kisi ka to dena hoga, de do mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon

--FEMALE--
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon

--MALE--
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon

--FEMALE--
La la la la, la la la la la

--MALE--
La la la la, la la la la la